Suna Suna

Suna Suna 歌词

时长3:16
原文语言意大利语
浏览量1.4K
歌词坐标

原文歌词

IT
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Aakar mujhe tum tham lo Manzil teri dekhe rasta Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Bichhde bhi ham jo kabhi raston main To sang sang rahungi sada Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi Tumhe dhoond loongi sada Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain Hawaon main phaili hui Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo vo yadein meri unchhui Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Aaa.. Aaa.. Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain Zara dor tum tham lo Bahon main aise pighal jane do mujhko Aise mera naam lo Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke khud to pighal jaungi Subah ka sooraj tumhare liye hai Main hoon raat dhal jaungi Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha Mud ke zara ab dekh lo Aisa milan phir ho na ho Sab kuch mera tum hi to ho Bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja O bapanah pyaar hai aaja Tera intezaar hai aaja Soona soona lamha lamha Meri rahein tanha tanha