Chaka Chak

Chaka Chak 歌词

时长2:12
原文语言印地语
浏览量10.8K
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main tapti dopehri si ladki gilehari si meri jaisi chahiye tere jaise ko phoolon wali daali bhi ho chumma bhi ho gaali bhi ho bolo kaisi chahiye tere jaise ko palang toot'ta pehli raat saara mohalla karta baat huyi chaubare mein barsaat kaun wahan tha kiske sath haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye haaye chaka chak chaka chak hoon main mujhe tumhare nakhre wakhre pyaare hain pyare hain tujhe hain bhaaye latke jhatke mere ji mere ji mari hoon main, mari hoon main ab tere ishq bukhaar mein rakh lena rakh lena rakh lena rakh lena rakh le dil pyar mein haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main mere wala mere wala mere wala tu tere wali tere wali tere wali main jungli si jahri si kort kachahri si meri jaisi chahiye tere jaise ko chuimui chari bhi hoon acchi bhi hoon, buri bhi hoon bolo kaisi chahiye tere jaise ko patna ki chat hoon, solah swaad mati mein meri pyaar ki khaad aas pados bhi rakh yaad aatishbaazi shaam ke baad haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main tapti dopehri si ladki gilehari si meri jaisi chahiye tere jaise ko phoolon wali daali bhi ho chumma bhi ho gaali bhi ho bolo kaisi chahiye tere jaise ko palang toot'ta pehli raat saara mohalla karta baat huyi chaubare mein barsaat kaun wahan tha kiske sath haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main mere wala mere wala mere wala tu haaye tere wali tere wali tere wali main haaye chaka chak chaka chak hai tu haaye chaka chak chaka chak hoon main mere wala mere wala mere wala tu haaye tere wali tere wali tere wali main