Hasi

Hasi 歌词

时长3:16
原文语言印地语
浏览量738
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Haan aa oh Main jaan ye vaar doon Har jeet bhi haar doon Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon Main jaan ye vaar doon Har jeet bhi haar doon Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon Saari hadein Maine meri, ab Maine tod di Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye Aa oh, aa Kya khoob Rab ne kiya Bin maange itna diya Warna hai milta kahaan Hum kaafiron ko Khuda Kya khoob Rab ne kiya Bin maange itna diya Warna hai milta kahaan Hum kaafiron ko Khuda Hasratein ab meri tumse hai jaa mili Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye Oh Aah, oh