Neele Neele Ambar Par

Neele Neele Ambar Par 歌词

时长5:18
原文语言印地语
浏览量230
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye humko tarsaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye humko tarsaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye humko tarsaaye oh oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko pyaar se kasne ko baahon mein basne ko dil mera lalchaaye koi to aa jaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye humko tarsaaye oh thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye humko tarsaaye hey chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye satrangi barsaaton mein jab tann mann bhiga jaaye chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye satrangi barsaaton mein jab tann mann bhiga jaaye pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye neele neele ambar par chaand jab aaye pyaar barsaaye humko tarsaaye la la la