歌词坐标
SQ原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Dilbar mere kab tak muze, ayese hee tadapaaoge
Mai aag dil mein lagaa doongaa wo, ke pal mein pighal jaaoge
Yek din aayegaa, pyaar ho jaayegaa
Mai aag dil mein lagaa doongaa wo, ke pal mein pighal jaaoge
Sochoge jab mere baare mein tanahaeeyon me
Gheer jaaoge aaur bhee meree parachhaeeyon me
Dil machal jaayegaa, pyaar ho jaayegaa
Dil se milegaa jo dil to mahakane lagoge
Tum meree baahon mein aa ke bahakane lagoge
Hosh kho jaayegaa, pyaar ho jaayegaa








