Vaaste

Vaaste 歌词

年份2019
流派Pop
时长4:27
原文语言印地语
浏览量7.9K
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
vaaste jaan bhi doon main ganwa imaan bhi doon kismaton ka likha mod doon badle mein main tere jo khuda khud bhi de jannatein sach kahun chhod doon tumse zyada main na jaanun tumse khud ko main pehchanun tumko bas main apna maanun mahiya vaaste jaan bhi doon main ganwa imaan bhi doon kismaton ka likha mod doon tere alawa koi bhi khwaahish nahi hai baaki dil mein kadam uthaun, jahan bhi jaaun tujhi se jaaun milne tere liye mera safar tere bina main jaaun kidhar tumse zyada main na jaanun tumse khud ko main pehchanun tumko bas main apna maanun mahiya vaaste jaan bhi doon main ganwa imaan bhi doon kismaton ka likha mod doon badle mein main tere jo khuda khud bhi de jannatein sach kahun chhod doon tu hi hai savera mera tu hi kinaara mera tu hi hai dariya mera khuda ka zariya mera tujhi se hota shuru yeh mera kaarwan tujhi pe jaake khatam yeh mera saara jahan vaaste jaan bhi doon main ganwa imaan bhi doon kismaton ka likha mod doon