Radha

Radha 歌词

专辑Radha
年份2021
流派Pop
时长3:13
原文语言印地语
浏览量187
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
raatein poori ho na mulakatein aadhi aadhi si baatein sun lo meri zara tujhse main yeh keh bhi doon shayad is dil ko behne doon kya tumhein bhi aisa lagta hai ki mera tumhara ek hi kehna hai ho gayi main jogan saiyan tohse mann laga jo bane tu mohan saiyan main banu radha chahti hoon tujhko main toh khud se bhi zyada jo bane tu mohan saiyan main banu radha mujhko naseeb se mila hai aake kareeb kyun ruka hai tere liye thi main akeli faasla tu mita jaane kya socha tha maine jaise tu chahe waisi main banu aage tu peechhe peechhe main chalun kya tumhein bhi aisa lagta hai ki mera tumhara ek hi kehna hai ho gayi main jogan saiyan tohse mann laga jo bane tu mohan saiyan main banu radha chahti hoon tujhko main toh khud se bhi zyada jo bane tu mohan saiyan main banu radha jo bane tu mohan saiyan main banu radha