Zara Pyaar Kar Le Baabu

Zara Pyaar Kar Le Baabu lyrics

Duration3:08
Original languageTurkish
Views228
Lyrics coordinates

Original lyrics

TR
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
zara pyaar kar le baabu iqaraar karle baabu sun baat ek, dil de ke dekh mohe ek baar baabu zara pyaar .... ye rrut,ye rang,ye gaane tere liye hai deewaane chupke se dil mein aa ja phir dekh maza jeene ka kaali ghata ko, thandi hawa ko tera intezaar hai baabu zara pyaar kar le iqaraar kar le zara pyaar kar le baabu sun baat ek, dil de ke dekh mohe ek baar baabu zara pyaar.......... aa ja gali mein palakon ki thandi hai chhaoon zulfon ki aa milke jagaaye jaadoo ho ne do nazar beqaaboo pad jaaye ghoom, yahi jhoom-jhoom kare mann pukaare baabu zara pyaar......