Badi Mushkil Se

Badi Mushkil Se lyrics

Duration5:37
Original languageSR
Views350
Lyrics coordinates

Original lyrics

SR
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
18
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa ke jis zaleem ne tadapaayaa, us hi par mujhko pyaar aayaa badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa badi mushkil se iraade chhutane waale naa armaan tutane waale - 2 mujhe tujh par yakeen hai aye meraa dil lootane waale - 2 mujhe meri muhabbat mujhe meri muhabbat kaa na ab tak aitabaar aayaa badi mushkil se badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa badi mushkil se muhabbat raaz hai ye raaz baton mein na khul jaaye - 2 bahot rokaa, bahot chaaha na lab par dil ki baat aaye - 2 magar phir bhi tumhaaraa magar phir bhi tumhaaraa naam, lab par baar baar aayaa Posted by: p u r n i m a