Dhanya Tera Naam

Dhanya Tera Naam 歌詞

アルバムNachoonga
年2013
ジャンルGospel / Religious
時間4:14
原文言語ヒンディー語
閲覧数182
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Dhanya Tera Naam Bahutayaki mein Paripoornta mein Dhanya Tera Naam Dhanya Tera Naam Banjar haalaton mein Jangal ke raaste Dhanya Tera Naam Tere ashish ke badle, gaoon stuthi Jab andhera cha jaaye, Kahoon tab bhi Dhanya Tera Naam hai Prabhu Dhanya Tera Naam Dhanya Tera Naam hai Prabhu Dhanya Tera Tejasvi Naam Dhanya Tera Naam Jab Sooraj suhaana ho Jab sab kushal mangal ho, Dhanya Tera Naam Dhanya Tera naam, Mushkilon ki raahon mein Dard ho bhale, arpan mein, Dhanya Tera Naam Tere ashish ke badle, gaoon stuthi Jab andhera cha jaaye, Kahoon tab bhi Dhanya Tera Naam hai Prabhu Dhanya Tera Naam Dhanya Tera Naam hai Prabhu Dhanya Tera Tejasvi Naam Tu hi deta hai, Tu hi leta hai Yehovah, Mera dil kahe Dhanya Tera Naam [2x] Dhanya Tera Naam hai Prabhu Dhanya Tera Naam Dhanya Tera Naam hai Prabhu Dhanya Tera Tejasvi Naam