Aradhana Karun

Aradhana Karun 歌詞

アルバムNachoonga
年2013
ジャンルGospel / Religious
時間4:01
原文言語TL
閲覧数209
歌詞座標

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Jag Jyoti Tu utra andhkaar mein Tune meri aankhein khol di Khoobsurti , Tujhe chahoon pure dil se Aasha jeevan Tere sang ki Aradhana Karun Sar ko main jhukaaoon Prabhu sirf Tu hai Mera Khuda Tu hai ati sundar Tu hai ati yogya Tu hai ati adhbhut mujhko Raaja anant Tu sab se hai uncha Mahima mein viraajmaan Namr hokar aaya jis sansaar ko banaya usme Prem ke khatir hua gareeb Aradhana Karun Sar ko main jhukaaoon Prabhu sirf Tu hai Mera Khuda Tu hai ati sundar Tu hai ati yogya Tu hai ati adhbhut mujhko Aradhana Karun Sar ko main jhukaaoon Prabhu sirf Tu hai Mera Khuda Tu hai ati sundar Tu hai ati yogya Tu hai ati adhbhut mujhko Main kabhi na jaanoon daam mere Paap sooli par chadhane ke Main kabhi na jaanoon daam mere Paap sooli par chadhane ke Aradhana Karun Sar ko main jhukaaoon Prabhu sirf Tu hai Mera Khuda Tu hai ati sundar Tu hai ati yogya Tu hai ati adhbhut mujhko Aradhana Karun Sar ko main jhukaaoon Prabhu sirf Tu hai Mera Khuda Tu hai ati sundar Tu hai ati yogya Tu hai ati adhbhut mujhko