Woh Aake Bathe They Pal

Woh Aake Bathe They Pal 歌詞

ジャンルPop
時間5:26
原文言語SO
閲覧数53
歌詞座標

原文歌詞

SO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai Ye ziyadati hai sarasar kay raat jati hai Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai Abhi to khul kay koyee baat bhi naa ho payi Abhi to khul kay koyee baat bhi naa ho payi Hai unn kay lab pay barabar kay raat jati hai Hai unn kay lab pay barabar kay raat jati hai Woh aaj shab merey mehmaan huey hain aaj koyee Woh aaj shab merey mehmaan huey hain aaj koyee Ye raat rok dey barh kar kay raat jati hai Ye raat rok dey barh kar kay raat jati hai Usey bhi itni pilado kay raat jaa na sakey Usey bhi itni pilado kay raat jaa na sakey Hamari bazam sey uth kar kay raat jati hai Hamari bazam sey uth kar kay raat jati hai Ye ziyadati hai sarasar kay raat jati hai Woh aa kay baithey thay pal bhar kay raat jati hai