Dua Karo

Dua Karo 歌詞

ジャンルPop
時間4:46
原文言語YO
閲覧数209
歌詞座標

原文歌詞

YO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Suno suno, suno suno. Suno suno, suno suno. Zara sajde mein ja ke, yeh dono haath utha ke. Gudah se laur laga ke, ke do aansoo baha ke, Kuch maanglo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo Suno suno, suno suno. Zara sajde mein jake yeh dono haath utha ke. Gudah se laur laga ke, ke do aansoo baha ke, kuch maangle. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo. Kisi ko milta hai, koi bechara hai. Hume kya milna hai, yaar hum kya jaane. Kisi ko milta hai, koi bechara hai. Hume kya milna hai, yaar hum kya jaane. Dil ke veerano mein, jo kuch nahi khilta. Naseeb ki daayri mein, jo kuch nahi likha. Woh maanglo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo. Hamare mazhab ne, humse jo maanga hai. Usme asani hai, koi mushkil to nahi. Hamare mazhab ne, humse jo maanga hai. Usme asani hai, koi mushkil to nahi. Gudah ke raste mein, do qadam jaen to. Das qadam ata hai, gudah yeh kehta hai. Lo maanglo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo. Suno suno, suno suno. Suno suno, suno suno. Zara sajde mein ja ke, yeh dono haath utha ke. Gudah se laur laga ke, ke do aansoo baha ke. Kuch maanglo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo, dua karo. Dua karo, dua karo, dua karo.