Tum Aa Gay Ho To

Tum Aa Gay Ho To 歌詞

ジャンルPop
時間5:51
原文言語TL
閲覧数78
歌詞座標

原文歌詞

TL
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Tum aa gayay ho tu kiyon Intizar-e-shaam karain Kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain Tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain .......... Kholoos-o-mehr-o-wafa Log kar chukay hain buhat Meray khayal main ab aur koi kaam karain Kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain Tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain .......... Juda howay hain buhat log Aik tum bhi sahi Ab itni baat pe kiya zindagi haraam karain Kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain Tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain .......... Rahay talab main jo gumnaam Mar gayay nasir Matayay dard unhi sathiyon ke naam karain Kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain Tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain .......... Tum aa gayay ho tu kiyon Intizar-e-shaam karain Kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain Tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain