Darling

Darling 歌詞

ジャンルInstrumental
時間2:58
原文言語ヒンディー語
閲覧数67
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Darling aankhon se aankhen chaar karne do Roko na roko na mujhko pyaar karne do Beqaif hain bahara, bechain jaane yaara Bulbulon ko abhi intezar karne do Darling aankhon se aankhen chaar karne do Darling, khadim hoon shehzadi ko taiyarr karne do Beqaraar beqaraar hai qaraar karne do Dil-e-yaar dil-e-yaar ikhtiyaar karne do Darling aankhon se aankhen chaar karne do Bekaif hain bahara, bechain jaane yaara Bulbulon ko abhi intezar karne do Darling aankhon se aankhen chaar karne do Roko na roko na mujhko pyaar karne do