Hamari Atariya Pe

Hamari Atariya Pe 歌詞

ジャンルInstrumental
時間3:00
原文言語ヒンディー語
閲覧数1.1K
歌詞座標

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
saj ke sajaaye baithi saazinde bulaaye baithi kahaan gum hua anjaanaa aale aale diye bhi jalaye re jalaye na atariya pe aaya parwana kaun sautan haaye barmaaye re hamari atariya pe aaja re sanwariya dekha-dekhi tanik hoi jaaye hamri atariya pe aaja re sanwariya dekha-dekhi tanik hoi jaaye hamri atariya pe kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki (x2) kasam deve jaan ki aaja gilauri, khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye aaja gilauri, khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye hamari atariya pe padosan ke gharva jaiho jaiho na sawariya sautan sapoli mori kaate jeheriya jeheri najariya aaja atariya pe pilai doon angoori jora-jori tanik hui jaaye hamari atariya pe aaja re sanwariya dekha-dekhi tanik hoi jaaye hamri atariya pe aaja atariya pe pilai doon angoori jora-jori tanik hui jaaye hamari atariya pe saajne lagaaye baithi chuttiya ghumaaye baithi kahan gum hua an. jaa. na kaun sautan haaye barmaaye re