Dil Tarasta Hain

Dil Tarasta Hain 歌詞

ジャンルWorld Music
時間4:26
原文言語EO
閲覧数401
歌詞座標

原文歌詞

EO
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
18
Ek khalish dil ki yeh, kya se kya kar gayi khushiyon ki aankh mein, baarishein bhar gayi log aapno se bhi bekhabar ho gaye, khushbooyein chooni thi, shauk mein kho gaye (2) paake jugnu zaara roshni ke liye.... dil tarasta hai aab zindagi ke liye (Surkh phoolon ke joh narm saaye mile, aapno ki shakla mein joh paraye mile )(2) inke peeche zaara soche ke bhargiye, kache rango ki hai titliyan dekh hi yeh (2) ek pal hi mila tha khushi ke liye, dil tarasta hai aab zindagi ke liye Ek khawahish mein thi sakhro aandhiyaan, pal mein bikhre sabhi rishton ke aashiyaan (2) pyaase lab ka yehi sab ko haasil mila, justju dariya thi khushk sahil mila (2) kho ke neendein kissi ajnabee ke liy