লিরিক্স স্থানাঙ্ক
YOমূল লিরিক্স
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
Ankho me jal raha hai kyu? Bujhta nahe dhua -2
Uthtaa to hai ghata sa barasta nahe dhua..
Ankho me jal raha hai kyu? Bujhta nahe dhua
Chulae nahe jalaye ya baste he jal gaye -2
Kuch roz ho gaye hai ab uthtaa nahe dhua..
Ankho me jal raha hai kyu? Bujhta nahe dhua
Ankho ke pochne se laga anch ka pata -2
Yuu cehra pher lene se chupta nahe dhua..
Ankho se ansuoo ke marasim purane hai -2
Mehmaan yeh ghar mae aaye to chubhta nahe dhua..
Uthtaa to hai ghata sa barasta nahe dhua..
Ankho me jal raha hai kyu? Bhujta nahe dhua








