লিরিক্স স্থানাঙ্ক
MSমূল লিরিক্স
অনুবাদ এখনো নেই। মূল লিরিক্স দেখানো হচ্ছে।
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham -2
Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham
Aankho ke deke roshni, gul kar diye charaag -2
Tang aa chuke hain waqt ki is dillagi se ham -2
Achhe bure ke fark ne basti ujaad di -2
Majboor ho ke milne lage har kissi se ham -2








