Kaise Hua

Kaise Hua 歌词

时长1:43
原文语言印地语
浏览量1.8K
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
hansta rehta hu tujhse mil kar kyu aajkal badle badle hain mere tevar kyun aajkal aankhein meri har jagah dhoondhe tujhe bewajah ye main hoon ya koi aur hai meri tarah kaise hua, kaise hua tu itna zaroori kaise hua kaise hua, kaise hua tu itna zaroori kaise hua main baarish ki boli samajhta nahi tha hawaaon se main yun ulajhta nahi tha hai seene mein dil bhi kahaan thi mujhe ye khabar kahin pe hon raatein kahin pe savere awaargi hi rahi saath mere thehar ja, thehar ja ye kehti hai teri nazar kya haal ho gaya hai ye mera aankhein meri har jagah dhoondhe tujhe bewajah ye main hoon ya koi aur hai meri tarah kaise hua, kaise hua tu itna zaroori kaise hua kaise hua, kaise hua tu itna zaroori kaise hua kaise hua, kaise hua tu itna zaroori kaise hua Hmm, mmm