Bezubaan Phir Se (Madhav Krishna & Anushka Manchanda)

Bezubaan Phir Se (Madhav Krishna & Anushka Manchanda) 歌词

流派Pop
时长2:13
原文语言印地语
浏览量273
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hain Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade Naa roke rukun, tu gira main uthun Pinjre todkar failaunga main par Tujhme jitna hai zor tu laga le magar Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai Naa roke rukun tu gira, main uthun Regzaaron mein, aag hai jitni Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi Khaaksaron ko, khaak hi kaafi Raas mujhko hai khamoshi meri Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai Ki ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai Sau sawaal hain Sau hai laanate Mere taraano pe Lagi hai kaalikhe Laakh sapno ki Raakh haathon mein Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri Na mila mauka, na mili maafi Kehdo kitni sazaa aur baaki Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade Naa roke rukun tu gira main uthun Pinjre todkar failaunga main par Tujhme jitna hai zor tu laga le magar Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar