Chhupana bhi nahin

Chhupana bhi nahin 歌词

时长4:13
原文语言SW
浏览量472
歌词坐标

原文歌词

SW
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
chupana bhi nahin aata jatana bhi nahin aata humen tumse mohabbat hai batana bhi nahi aata hatheli par tumhara naam likhte hai mitate hai )-2 tumhi se pyaar karte hai tumhi se phir kyon chupate hai juban pe baat hain lekin sunana hi nahin aata humen tumse ..... mohabbat kaise karte hai koi to humko samjhaye )-2 kahin aisa na ho ki pyaar bin umra kat jaaye tum se milne ka koi bahan bhi nahi aata humen tumse mohabbat hai ... chori chori chupke chupke tumko dekha karte hai)-2 haale dil sunane se na jane kyon darte hai kitna pagal dil hai mera manana bhi nahi aata hume tumse ...