Mubaarak Mubaarak

Mubaarak Mubaarak 歌词

时长7:14
原文语言EO
浏览量291
歌词坐标

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Tere maathe ki bindiya chamakti rahe Tere haathon ki mehndi mahekti rahe Tere jode ki raunak salaamat rahe Teri choodi hamesha khanakti rahe Mubaarak mubaarak mubaarak mubaarak - 2 Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari - 2 Sada khush raho tum dua hai hamaari Tumhaare kadam choome yeh duniya saari - 2 Sada khush raho tum dua hai hamaari Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari Sada khush raho tum dua hai hamaari Tumhaare liye hai bahaaron ke mausam Na aaye kabhi zindagi mein koi gham Hamaara hai kya yaar hum hai deewane Hamaari tadap to koi bhi na jaane Mile na tumhe ishq mein beqaraari - 2 Sada khush raho tum dua hai hamaari Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari Sada khush raho tum dua hai hamaari Aa aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa - 2 Ke janmon ke rishte nahin tode jaate Safar mein nahin hamsafar chhode jaate Na rasm-o-riwaajon ko tum bhool jaana Jo li hai kasam to isse tum nibhaana Ke humne to tanha umar hai guzaari - 2 Sada khush raho yeh dua hai hamaari Tumhaare kadam choome yeh duniya saari - 2 Sada khush raho tum dua hai hamaari Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari Sada khush raho tum dua hai hamaari Jaa maine bhi pyaar kiya hai Haan maine bhi pyaar kiya hai - 3