Main Yahaan Hoon

Main Yahaan Hoon 歌词

时长4:53
原文语言YO
浏览量2.3K
歌词坐标

原文歌词

YO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
jaanam dekh lo mit gayi duriyaan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan jaanam dekh lo mit gayi duriyaan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan kaisi sarhaden kaisi majburiyan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan tum chupa na sakogi main voh raaz hoon tum bhula na sakogi voh andaaz hoon gunjta hoon jo dil mein to hairaan ho kyon main tumhaare hi dil ki to aawaaz hoon sun sako to suno dhadkanon ki zubaan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan kaisi sarhaden kaisi majburiyan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan main hi main ab tumhare khayalon mein hoon main jawaabon mein hoon main sawaalon mein hoon main tumhare har ek khwaab mein hoon basa main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon dekhti ho mujhe dekhti ho jahaan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan jaanam dekh lo mit gayi duriyaan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan kaisi sarhaden kaisi majburiyan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan