Milte Hi Aankhein Dil Huwa

Milte Hi Aankhein Dil Huwa 歌词

流派Classico
时长3:24
原文语言SO
浏览量189
歌词坐标

原文歌词

SO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho Haay na poochho Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho Haay na poochho Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo Aankho mein aansoo Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo Aankho mein aansoo Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika