Do Pyaar Karne Waale

Do Pyaar Karne Waale 歌词

时长4:30
原文语言SQ
浏览量519
歌词坐标

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Kaho ab kya karein Karein ab kya karein Arre ab kya karein Aji ab kya karein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye Dekhega jo tujhko tujhpe mar jayega Meri jaan pe vo apni bhi jaan lutayega Tere husn ke jaadu se vo bach nahin payega Darrein hum kyon darrein Bhala hum kyon darrein Arre hum kyon darrein Aji hum kyon darrein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Humne suna to par puraane log kehte hain Aise ghane jungle mein kaale bhoot rehte hain Tere neinon se agar vo neinon ko ladayega Teer nigahon ka uske dil mein gadh jayega Tere ishq ka bhoot bhooton pe chadh jayega Galey milke galey Chalein aashiq chalein Chale milke chalein Deewane hum chalein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye Kaho ab kya karein Karein ab kya karein Arre ab kya karein Aji ab kya karein Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye Ek doosre ke pyaar mein deewane ho ga