Raabta

Raabta 歌词

流派Pop
时长2:40
原文语言印地语
浏览量235
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
aye Khuda dil se hua tha uska raabta dil ko sukoon deke hua lapata dil se hua tha uska raabta dil ko sukoon deke hua lapata kis dagar gaya hai woh kya hai raasta kis jagah chupa hai woh kuch toh de bataa aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta logon ka huzoom hai bheed beshumaar hai woh hi nahi hai jo dil ko darkaar hai aankhein ashqon se bhari dil mein khala hai har lamha, har pal us bin bala hai har lamha, har pal us bin bala hai kyun ho gayi hai dil se jaan judaa kuch toh baata kya hai meri khata kyun ho gayi hai dil se jaan judaa kuch toh baata kya hai meri khata kis dagar gaya hai woh kya hai raasta kis jagah chupa hai woh kuch toh de bataa aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta har jagah har ek sheh mein dhoondti hai yeh nazar woh nazar na aaye uski yaad aaye har pehar logon se suna hai maine zarre zarre mein hai tu yaar se mila de rabba puri karde justaju logon se suna hai maine zarre zarre mein hai tu yaar se mila de rabba puri karde justaju kab tak rahega woh yun lapata kyun gham bhari hai meri dastaan kab tak rahega woh yun lapata kyun gham bhari hai meri dastaan oh kis dagar gaya hai woh kya hai raasta kis jagah chupa hai woh kuch toh de bataa aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta aye mere Khuda tujhe tera wasta