歌词坐标
HI原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
meri kahani adhuri reh gayi
aansu banke aankhon se beh gayi
meri kahani adhuri reh gayi
aansu banke aankhon se beh gayi
soone soone zindagi mein
khushiyon ka mela na hoga
soone soone zindagi mein
khushiyon ka mela na hoga
sab honge aur pehle
jaisa khela na hoga
ek zaruri baat reh gayi
aansu banke aankhon se beh gayi
yaad bhi khali haath aa gayi
banke baarish aankhon mein chha gayi
banke baarish aankhon mein chha gayi
ek purani tasveer haath aa gayi
banke baarish aankhon mein chha gayi
rote rote jaane kab hum so gaye
aur akele bheed mein tum kho gaye
ek purani kitab haath aa gayi
banke baarish aankhon mein chha gayi
soone soone zindagi mein
khushiyon ka mela na hoga
soone soone zindagi mein
khushiyon ka mela na hoga
sab honge aur pehle
jaisa khela na hoga
ek zaruri baat reh gayi
aansu banke aankhon se beh gayi






