Hans Mat Pagli (feat. Shreya Ghoshal)

Hans Mat Pagli (feat. Shreya Ghoshal) 歌词

流派Pop
时长5:18
原文语言印地语
浏览量57
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
jabse mila hoon tujhse muskuraata rehta hoon jo bhi milta hai mujhse sunata phirta hoon door rehna iss mayajaal se warna tera jeena dusvaar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega main toh yeh sochta tha sochta tha bewajah khwabon ki khidki thi bandh ab ishq hoga bhi kya tujhse yun thoda khul gaya hoon main yun teri aankhon mein ghul gaya hoon main oh jaise paani mein chandan hua dil ab kuch bhi karne ko taiyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega jaise nadiya main aaj kal balkhati chalti hoon teri nazar se darpan dekh kar nikalti hoon saji rahoon tere khayaal se toh har din jaise tyohaar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega tune khola mera aasmaan ikk chaand roshan huaa khali sa tha mann mera taaron ka aangan huaa baaton mein teri kho gayi hoon badla mausam ya main nayi hoon kaise door rahoon tere khayaal se ab har pal tera intezaar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega hans mat pagle pyar ho jaayega hans mat pagli pyar ho jaayega