Gulabi Retro Mix

Gulabi Retro Mix 歌词

流派Pop
时长3:08
原文语言印地语
浏览量90
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
La la la Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Sambhalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushqil ho gaya Gulabi Dil mein mere khwaab tere Tasveer jaise ho deewar pe Tujhpe fidaa main kyun hua Aata hai gussa mujhe pyar pe Main lut gaya Maan ke dil ka kaha Main kahin ka na raha Kya kahu main dilruba Bura ye jaadu Teri aankhon ka Ye mera qaatil ho gaya Maine sadaa chaaha yehi Daaman bacha loon haseenon se main Teri kasam khwaabon mein bhi Bachta phira naazneenon se main Tauba magar Mil gayi tujhse nazar Mil gaya dard-e-jigar Ho gaya main bekhabar Zara sa hanske jo dekha tune Main tera bismil ho gaya Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya