Aao Sunao Pyar Ki Ek Kahani

Aao Sunao Pyar Ki Ek Kahani 歌词

流派Pop
原文语言葡萄牙语
浏览量73
歌词坐标

原文歌词

PT
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Aao sunao pyar ki ek kahani Ek tha ladka ek thi ladki deewani Aao sunao pyar ki ek kahani Ek tha ladka ek thi ladki deewani Woh bhi hasne lagi thi Yeh bhi hasne laga tha Dono samjhe nahi the Woh joh hone laga tha Aao sunao pyar ki ek kahani Ek tha ladka ek thi ladki deewani Hmm, mm, mm Joh bhi kehna na tha, woh bhi kehne lage Joh bhi Sun-na na tha Woh bhi Sun-ne lage Joh bhi kehna na tha, woh bhi kehne lage Joh bhi Sun-na na tha Woh bhi Sun-ne lage Aa rahi hai hassi mujhko is baat par Kis tarha pyaar mein dono khone lage Dono khone lage Hmm, mm, haa, hahaha Jaanne wali baat thi anjani Ek tha ladka ek thi ladki deewani Woh bhi hasne lagi thi Yeh bhi hasne laga tha Dono samjhe nahi the Woh joh hone laga tha Aao sunao pyar ki ek kahani Ek tha ladka ek thi ladki deewani Koi tarsa na tha, koi tadpa na tha Woh mile is tarha dil bhi dhadka na tha Koi tarsa na tha, koi tadpa na tha Woh mile is tarha dil bhi dhadka na tha Hone wali mager, baat ho hi gayi Pyaar ki rah mein, zindagi kho gayi Zindagi kho gayi Hmm, mm Dil ne dilse aise ki mann mani Ek tha ladka ek thi ladki deewani Woh bhi hasne lagi thi Yeh bhi hasne laga tha Dono samjhe nahi the Woh joh hone laga tha Aao sunao pyar ki ek kahani Ek tha ladka ek thi ladki deewani