Pehlay Saal

Pehlay Saal 歌词

流派Pop
时长3:50
原文语言TL
浏览量51
歌词坐标

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Narration:( na koi baat hai sadiyon k jaisi Na koi yaad hai jo kaat ta hoon Na meri aankh mein koi nami hai Mein younhi aaj baarish mein khara hoon) Bicharne ke pehlay saal kaisay behlay Bicharne ke pehlay saal kaisay behlay Kaisay tum ko bhulaya Kaisay dil ko manaya Kaisay bhujnay lagay raaton se din Kaisay shaamein jalaein ........... Bicharne ke pehlay saal kaisay behlay Bicharne ke pehlay saal kaisay behlay Kaisay tum ko bhulaya Kaisay dil ko manaya Kaisay bhujnay lagay raaton se din Kaisay shaamein jalayein ........... Bicharne ke pehlay saal rotay rotay Bicharne ke pehlay saal rotay rotay Kaisay chehray bachaye Kaisay aansoo chupaye Kaisay ruknay lagay saanson mein pal Kaisay aankhen sukayein ............ La la la la la la la La la la la la la la Kaisay bhujnay lagay raaton se din Kaisay shaamein jalayein...