Patta Bata Doh

Patta Bata Doh 歌词

流派Pop
时长3:54
原文语言印度尼西亚语
浏览量41
歌词坐标

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Mein bhi khareedar houn Mein bhi khareedounga Pyaar kahaan bikta hai Patta bata doh Zara zara halkee halkee, koi kami hai Kabhie koi paas hai mera, kabhi nahi hai Kahaan kahaan raat din galion mein dhounda hai Yaar jahaan milta hai, jaga bata doh Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh Jala hua dil hai mera, bhuja hua hai Dhuan dhuan ban k rehna meri saza hai Mein woh deewaar houn, jispay mohabbat ka Phool nahi khilta hai, mujhey girado Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh Mein bhi khareedar houn mein bhi khareedounga Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh