Album Intro

Album Intro 歌词

流派Pop
时长15:41
原文语言印度尼西亚语
浏览量47
歌词坐标

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Apnay is aathwain pop album cindrella main, Shukrya ada karna tha is baar; Sab se pehle to us "parwardigar "ka, Hamesha jis nay mere liyay mujhse kahin zyada behtar sochha, Phir apni family ka,jinhon nay meree jeet kay raaste main, Apna bauhat kuch haar dya, Apnay seniors ka ,jin ko sun sun ke, Main ne sur bolna seekhay, Aur aaisay buhat saaray logon ka, Jo har hisaab say mujhsay kahin zyada behtar hain Lekin dunya abhi tak unko nahi jaantee Aur kuch aisee yadon ka,jinhe, Hamesha kay liyay bhula to chhuks hoon,lekin Mita nahin saka