Sun Saathiya

Sun Saathiya 歌词

流派Pop
时长3:38
原文语言TL
浏览量14.2K
歌词坐标

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Ho sun saathiya maahiya Barsa de ishqa ki syahiyaan Rang jaaun, rang rang jaaun ri, haari main Tujhpe main jhar jhar jhar jaaun haari Hoon piya bas teri main Ho chhu le toh khari main (Toh khari main khari main) Sun saathiya maahiya Barsa de ishqa ki syahiyaan Main ret si, boond ka zariya tu Paa ke tujhe bheeg jaaun re Main ret si, boond ka zariya tu Paa ke tujhe bheeg jaaun ri (Jaaun ri main) Tar jaaun tar tar jaaun Dariya ye tar jaaun jee Ishq ye paake main tera Nikhar jaaun ri Piya bas teri main Ho chhu le toh khari main Toh khari main khari main Ho sun saathiya maahiya Barsa de ishqa ki syahiyaan