Aarzoo

Aarzoo 歌词

流派Pop
时长5:34
原文语言印度尼西亚语
浏览量324
歌词坐标

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Chor meree bayyan re Dekh na yahaan Aana Nahi… O' meray saiyyan re Dur mein wahaan Aur meray… Sawaal ka jawaab do! Pukaar hai awaaz do! Kis ka qusoor hai? Kyoon khushyan mujh se dur hain? Meray dil mein kyoon Nahi hai… Aarzoo? Kho gayay hain hum tum kahaan? Ho gayay hain kyoon bezubaan? Bhoolay se Nahi phir milain Dhoonday thay kabhi jo nishaan! Zindagee se roothay Aansoo'on mein doobay Dur hain kahan? Bol meray saiyyan re Dekh tu yahaan Choree teri hain mein ne baiyyan re Dur tu wahaan Kesay teray… Sawaal ka jawaab doon? Kahaan hun mein, kahaan hai tu! Kesa yeh shor hai? Teray dil main kyoon yeh chor hai? Iss jeewan ki Nahi hai… Aarzoo! Hum bhool ja'ain gay woh yadain sabhi Woh rangon se saji huee jo dunya thee kabhi Janay kyoon?… Ab so gayay, meray chaand au taaray Hum kho gayay… Hum haaray!