Aashiyan

Aashiyan 歌词

时长3:58
原文语言TL
浏览量715
歌词坐标

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Itti si hansi Itti si khushi Itna sa tukda chand ka Khwaabon ke tinkon se Chal banaaye aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itna sa tukda chand ka Khwaabon ke tinkon se Chal banaaye aashiyan Dabe dabe paaon se Aaye haule haule zindagi Honthon pe ungli chadha ke Hum taale laga ke chal Gumsum tarane Chupke chupke gaaye Aadhi aadhi baat le Aaja dil ki yeh zameen Thoda sa tera sa hoga Thoda mera bhi hoga apna yeh aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itna sa tukda chand ka Khwaabon ke tinkon se Chal banaaye aashiyan Naa ho chaar deewarein Phir bhi jharokhe khule Baadalon ke honthon pe Shaakhe hari pankha chale Naa ho koi takraarein Arrey masti thahaake chale Pyaar ke sikkon se Mahine ka kharcha chale Dabe dabe paaon se Aaye haule haule zindagi Honthon pe ungli chadha ke Hum taale laga ke chal Gumsum tarane Chupke chupke gaaye Aadhi aadhi baat le Aaja dil ki yeh zameen Thoda sa tera sa hoga Thoda mera bhi hoga apna yeh aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itna sa tukda chand ka Khwaabon ke tinkon se Chal banaaye aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itna sa tukda chand ka Khwaabon ke tinkon se Chal banaaye aashiyan