Chehare Se Jara Aanchal Jab Aapane Sarakaya

Chehare Se Jara Aanchal Jab Aapane Sarakaya 歌词

流派Classico
时长3:54
原文语言MS
浏览量180
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Chehare se jara aanchal jab aapane sarakaya duniya yeh pukar uthhee, lo chand nikal aaya mana ke woh hira ho, mushkil se jo hath aaye itna bhee na tadpao ke jan nikal jaye chhodo jee abb yeh jagade, yek bar muskura do takdir hai kya apanee, maine jo tumhe paya waise toh muje tum par pura hee bharosa hain kaise woh bhula doo mai jo aankho ne dekha hain chhedoge dil todoge, yek bar muskura do itanee see shikayat par kitna muje tadapaya