Awaara Hoon

Awaara Hoon 歌词

流派Classico
时长3:11
原文语言MS
浏览量571
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
(Aawaara hoon, aawaara hoon Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) - 2 Aawaara hoon Gharbaar nahin, sansaar nahin Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2 Us paar kisi se milne ka ikraar nahin Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2 Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon Aawaara hoon, aawaara hoon Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon Aawaara hoon Aabaad nahin barbaad sahi Gaata hoon khushi ke geet magar - 2 Zakhmon se bhara seena hai mera Hansti hai magar yeh mast nazar Duniya Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon Aawaara hoon, aawaara hoon Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon Aawaara hoon, aawaara hoon, aawaara hoon