Tabah

Tabah 歌词

时长5:23
原文语言MS
浏览量260
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Kyun Mujhse khafa, tu hai mera khuda Deewane se tere, kya ho gayi khata Jo ho gaya juda Jo ho gaya juda Ho jaaunga Tabah Ho jaaunga Tabah Ho jaaunga Tabah Kyun Mujhse khafa, tu hai mera khuda Deewane se tere, kya gayi ho khata Kyun bin tere rehta hai din Mujhse yun rootha huaa Kyun Saari raat, mujhko ye Chaand Lagta hai toota huaa Na meri ye Zameen, Na mera aasmaan Deewane se tere, kya gayi ho khata Sulgi Huyi saanse meri Maange jo tujhse hawaa Deedar de ya waar de Dede na dil ko Dawa Na tujhse mila, na tujhse mita Deewane se tere, kya ho gayi khata Jo ho gaya juda Jo ho gaya juda Ho jaunga Tabah Ho jaunga Tabah Ho jaunga Tabah