Main Hoon Na

Main Hoon Na 歌词

时长4:14
原文语言MS
浏览量4.3K
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Sonu: Hmm… (Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na) Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho Tumko milega, utna pyaar, main hoon na Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na Sonu: Kabhi jo tum socho, ke tum ye dekho Arre kitna mujhko tumse pyaar hai Toh chup mat rehena, ye mujhse kehena Arre koyi kya aisa bhi yaar hai Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein Toh main kahoonga sarkaar, main hoon na Shreya: Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho… Tumko milega, utna pyaar, main hoon na Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na Male voice: Ho.. Ye.. ho.. ye.. Female chorus: (Sa re ga pa ga re ga -3 sa Male chorus: Pa ra ra ram -4) Sonu: Kehne ki ho dil mein koyi baat, mujhse kaho Koyi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho Koyi mushkil koyi pareshaani aaye Tumhein lage kuchh thheek nahin haalaat, mujhse kaho Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo - 2 ho.. Rehena kabhi na beqaraar, main hoon na Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho… Tumko milega, utna pyaar, main hoon na Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na