Mere Dil Mein Sanam

Mere Dil Mein Sanam 歌词

时长3:24
原文语言德语
浏览量643
歌词坐标

原文歌词

DE
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
( tara ra ra ram mere dil mein sanam ) -2 tu baad-e-sabaan kya jaane ( jaane na koi mere dil ki lagi ) -2 har saans mein hain afasaane tara ra ra ram ( ek sitaara chaand se pyaara ) -2 chhote se dil mein aaya paigaam-e-mohabbat laaya shaam-e-bahaar hai aankhon mein pyaar hai dil beqaraar hai koi nahi pahachaane ( tara ra ra ram mere dil mein sanam ) -2 tu baad-e-sabaan kya jaane tara ra ra ram a ha ha ( dil ka fasaana lab pe na laana ) -2 seekh le koi hamase hai duniya hamaare dam se -2 aayeen jawaaniyaan le ke nishaaniyaan dil ki kahaaniyaan pyaar ke sab deewaane ( tara ra ra ram mere dil mein sanam ) -2 tu baad-e-sabaan kya jaane tara ra ra ram