Mera Naam Raamkali

Mera Naam Raamkali 歌词

时长3:47
原文语言NL
浏览量504
歌词坐标

原文歌词

NL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
tohre gun gaate gaate, din bita rain aa chali kab loge prabhu mori khabariya, der bahut ho chali allahbad mein paida hui (allahbad mein paida hui, main jabalpur mein pali ab bambai hain adda mera, yeh badnaam si gali mera naam haai raam haai raamkali - 2) - 2 kaise aayi kaha aayi yeh jawani mat puchho - 2 sharm aati hai tauba yeh kahani mat puchho ke haa shalimaar ke bag mein khilake bani phool yeh kali ab bambai hain adda mera, yeh badnaam si gali mera naam haai raam haai raamkali - 2 kaha se yeh soz aaya kaha se saaz maine sikhe - 2 arz kiya hai bade bade ustaadon se yeh andaz maine sikhe ke haa nayi purani dilli ki tadpaker bhi main chali ab bambai hain adda mera, yeh badnaam si gali mera naam haai raam haai raamkali - 2 rab khooth na bulaye kadardaan har jagah hain - 2 meharbanon mere meharbaan har jagah hain to rab khooth na bulaye kadardaan har jagah hain ke haa lucknow ke rangeen shehar mein shamaa main ban ke jali ab bambai hain adda mera, yeh badnaam si gali mera naam haai raam haai raamkali - 2 allahbad mein paida hui, main jabalpur mein pali ab bambai hain adda mera, yeh badnaam si gali mera naam haai raam haai raamkali - 2