Mehtaab Tera Chehra

Mehtaab Tera Chehra 歌词

时长3:23
原文语言BR
浏览量312
歌词坐标

原文歌词

BR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Mukesh:-mahetaab tera chehraa, kis khwaab mein dekhaa tha aye-husne-jahaan batalaa, tu koun mein koun hun Lata;-khwaabo mein mile aksar, ek raah chale milkar phir bhi hai yehi behatar, mat puchh mein koun hun Mukesh:-mahetaab tera chehraa… Lata:- kyon gheeri ghaTaa tu hi bataa kyon hansee fizaa tu hi bataa phool kyon kheela tu hi bataa… O…O…O Mukesh:- is raah pe chalnaa hai is gaah pe ruknaa hai is kaam ko karnaa hai batalaa ke mein koun hun mehtaab tera chehra… Lata:- zinagi ko tu geet banaa dil ke saaz pe jhum ke gaa is jahaan ko tu pyaar sikhaa…O…O…O Mukesh:-mahetaab tera chehraa, kis khwaab mein dekhaa tha aye-husne-jahaan batalaa, tu koun mein koun hun Lata;-khwaabo mein mile aksar, ek raah chale milkar phir bhi hai yehi behatar, mat puchh mein koun hun Mukesh:-mahetaab tera chehraa…