Maine Pyaar Kiya

Maine Pyaar Kiya 歌词

时长3:51
原文语言MS
浏览量1.9K
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Dil deke darde mohabbat liya hai Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Dil deke darde mohabbat liya hai Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Pehle pahal jab usay maine dekha Vo ban gayi meri kismat ki rekha Khabar kya thi ye baat itni badhegi Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi Dilwaale mahnat se darte nahin hai Darte hain vo pyaar karte nahin hai Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Duniya ki daulat thukra chuka hoon Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon Ye chhaaon meri hai meri rahegi Jo main kahoonga vo duniya kahegi Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna Mushkil hain mere iraade badalna Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O.. Main teri dil tera ye jaan teri Tera mohabbat hai pehchaan meri Main aaj kehti hoon ye sabke aage Ek din main keh doongi ye rab ke aage Tujhko hi bigde banana padega Bichhde huey dil milana padega Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai O .. Dil deke darde mohabbat liya hai Soch samajh ke ye sauda kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai