歌词坐标
MS原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
(kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2
(teri yaad aaye)-2
(kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2
(teri yaad aaye)-2
(jhooton se pyaar kiya hai kya kiya
saare jahaan ka duhkh le liyaa)-2
ab ro ro saavan jaaye
(kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2
(teri yaad aaye)-2
(bheegi bheegi palakon ki laaj tere haath hai
tu to gaya hai teri yaad mere saath hai)-2
jo dil ko dheer bandhaaye
(kaali kaali raat re dil bada sataaye)-2
(teri yaad aaye)-2






