Hum Tumse Mile

Hum Tumse Mile 歌词

时长3:53
原文语言英语
浏览量1K
歌词坐标

原文歌词

EN
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
(hum tumse mile phir judaa ho gaye dekho phir mil gaye ab hoke judaa phir mile na mile kyon na aaisa kare mil jaaye chalo hum sadaa ke liye) - 3 dil mein hamein tum basa lo saare jahaan se chhupa lo hum band karte hai aankhen lo humse humko chura lo dhundh ke sab rahe puchhate sab rahe hum tumse mile phir judaa ho gaye dekho phir mil gaye ab hoke judaa phir mile na mile kyon na aaisa kare mil jaaye chalo hum sadaa ke liye chhotisi yeh zindagaani usse bhi chhoti jawani hona kabhi khatam lekin yeh toh dilon ki kahani tum kaho hum suno tum suno hum kahe hum tumse mile phir judaa ho gaye dekho phir mil gaye ab hoke judaa phir mile na mile kyon na aaisa kare mil jaaye chalo hum sadaa ke liye hum ek hai do nahi hai do naam hai kyon humare hum aur kuchh bhi nahi hi hum hai deewane tumhare bas issi naam se sab pukare hamein hum tumse mile phir judaa ho gaye dekho phir mil gaye ab hoke judaa phir mile na mile kyon na aaisa kare mil jaaye chalo hum sadaa ke liye