Ham Pyar Ka Sauda

Ham Pyar Ka Sauda 歌词

时长3:25
原文语言SQ
浏览量570
歌词坐标

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
ham pyaar ka sauda karte hain ek baar -2 chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye -2 ham pyaar ka sauda ... ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge maut ho ya zindagi ham saath chalte jaayenge ham vo nahi hain pyar ke raahi jo duniya se dar jaaye ham pyaar ka sauda ... chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen aankh neechi ho vafa ki aaisa ho sakta nahi ham toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaaye ham pyaar ka sauda ...