Duniya Jab Jalti Hai

Duniya Jab Jalti Hai 歌词

时长5:19
原文语言EU
浏览量1.5K
歌词坐标

原文歌词

EU
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
duniya jab jalti hai haai re bada mazaa aata hai - 3 kisi ki nazar buri bankar chhuri jab dil pe chalti hai haai re bada mazza hain duniya jab jalti hai haai re bada mazaa aata hai zindagi kya hai ek tamanna hi toh hain tamanna ki suno saahib yahi tareef hoti yeh reh jaaye jo dil mein toh badi takleef hoti hain zindagi kya hain ek tamanana hi toh hain aur yeh tamanana jab tadap tadap kar seene se nikalti hai haai re bada mazaa hain duniya jab jalti hai haai re bada mazaa aata hai zindagi kya hai ek haseena hi toh hain haseena sirf aurat ko nahi kehte zamane mein yahi ek naam aakhir kyon likha hain har fasane mein toh zindagi kya hain ek haseena hi toh hain aur yeh haseena jab pyar ki sez par karwatein badalti hai haai re bada mazaa hain duniya jab jalti hai haai re bada mazza aata hai kisi ki nazar buri bankar chhuri jab dil pe chalti hai haai re bada mazaa hain duniya jab jalti hai haai bada mazaa - 2 aata hai