Chup Chup Khade Ho Zaroor

Chup Chup Khade Ho Zaroor 歌词

时长4:09
原文语言BR
浏览量3.4K
歌词坐标

原文歌词

BR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Chup chup khade ho zaroor koi baat hai -2 Pehli mulaqaat hai yeh pehli mulaqaat hai -2 Chup chup khade ho.. (Saajan ki baat par gussaa jo aa gayaa Zulfon ka baadal, (Gaalon pe chha gayaa) -2 )-2 Abhi abhi din thaa abhi abhi raat hai -2 Pehli mulaqaat hai.. (Pehli mulaqaat mein baat aisi ho gayi Raja bhi kho gayaa, (Rani bhi kho gayi) -2 )-2 Dono ko pataa chalaa maze ki yeh baat hai -2 Pehli mulaqaat hai..